me paa saka na bhula saka
na dil ki bat ushe bta saka
wo hansi hansi me hi chal diye
k me hath tk na hila saka
yu hi sochta raha me dur tak
mgr usko kuch b na bta saka
ye muqam hi ta ajib sa
k me khud ko b na bacha saka
wo JUDA huy to kuch is tarah
koi rasm tk na me nibha saka
usy jana ta wo chali gyi
usy aj tk na me BHULA saka,
na dil ki bat ushe bta saka
wo hansi hansi me hi chal diye
k me hath tk na hila saka
yu hi sochta raha me dur tak
mgr usko kuch b na bta saka
ye muqam hi ta ajib sa
k me khud ko b na bacha saka
wo JUDA huy to kuch is tarah
koi rasm tk na me nibha saka
usy jana ta wo chali gyi
usy aj tk na me BHULA saka,
******************************************************************
Jaha dekhu samne
nazaar ati ho tum,
Pyaar ki parichayiyo se
hamesha yaad ati ho
tum,
Mere Khwaboo ki duniya me rehti ho tum,
Mere pass ake
muskurati ho tum,
Mohabat ki in raho me
ake tadapati ho tum,
Pyaar hume de kar door cheli jati ho tum
nazaar ati ho tum,
Pyaar ki parichayiyo se
hamesha yaad ati ho
tum,
Mere Khwaboo ki duniya me rehti ho tum,
Mere pass ake
muskurati ho tum,
Mohabat ki in raho me
ake tadapati ho tum,
Pyaar hume de kar door cheli jati ho tum
*****************************************************************
Kisi Ne Kaha Tha Kisi Se Na Kehna,
Lage Chot Dil Pe To Khamosh Hi Rehna,
Jahan Chot Khana Waha Muskurana,
Magar Muskurana Is Adaa Se Ki
Ro De Saara Zamana.
Ro De Saara Zamana.
*****************************************************************
No comments:
Post a Comment