Unki wafa kaisi hai pata to chala
Thokar mili par zakham ka pata to chala
sataaya jisne har lamha begaano ki tarah
kaun apna hai kaun paraya pata to chala...
Chahat to aaj b utani hai unke liye
per kismat k hathon mazboor ho gaye
Dekhi jo unme apne liye berukhi
Hum unki khushi k liye unse khud hi door ho gaye...
Chhip ke pyaar karlena
duniya se na kehna
Warna is duniya me muskil hoga rehna
Jise pyaar karna usse bhi na kehna
Warna thukra jane ka gum muskil hoga sehna...
No comments:
Post a Comment