har waqt teri yaad sath mere rahti hai...
ab to bhool ja use tanhai meri mujhse ye kahti hai...
har lamha tumhare aane ke intzar me mai roti hu...
roz raat ko tumhe yaad karte huye rote huye mai soti hu...
tumhare sath bitaya mujhe har lamha yaad aata hai...
aaj bhi meri zindagi me maa baap ke baad chahne walo me bas tumhara naam aata hai...
har khushi tumhare bina udas lagti hai...
tu chala gya magar aaj bhi tu har waqt mere pass lagta hai...
tu kash ek baar meri zindagi me fir se aajaye...
mai sach kahti hu ke mere sune jeevan me fir se bhar aajaye...
aaj bhi tere intzar me meri aankhe tarasti hai...
un beete palo ko yaad kar ke din me na jane kitni baar ye barasti hai...
hosake to tum fir se laut kar aajana...
meri jaan tum ek baar mere marne se pahle mujhe gale laga jana....

No comments:
Post a Comment