Thursday, April 30, 2015

mohabbat ka aghaaz tumhara tha,

mohabbat ka aghaaz tumhara tha,
ye sur o saaz tumhara tha..
.mohabbat thi mujhse bepanh tum hi kehte they...
mera kal aur aaz tumhara tha...
phir kya hua k yun badal gaye tum,
 dil todne ka riwaaz tumhara tha..
.bewafa zamana hota to seh lete phir bhi,
 magar bewafai ka andaaz tumhara tha...

@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@



No comments:

Post a Comment