Galtiyo s jhuda wo b nahi,
mai b nahi.
dono insan hai,khuda wo b nahi mai b nahi.
wo muze aur mai use ilzam dete he,magar apne andar zukhta wo b nahi..
Mai bhi nahi.
galatfahmiyo ne kar di dono me paida duriyan..warna fitrat ka bura wo bhi nhi.
mai b nahi.
is ghumati zindagi me dono ka safar jari raha. Ek lamha ko ruka wo bhi nhi.
mai bhi nhi.
chate h dono.bahut ek dusre ko magar y hakikat hai ki manta wo b nhi.
Mai b nhi.

No comments:
Post a Comment