Tuesday, April 30, 2013

Shikwa kisi ka na fariyad kisi ki,



Shikwa kisi ka na fariyad kisi ki,

honi thi yun hi zindgi barbad kisi ki,

ehsaas mita aur miti ummiden,

sab mit gaya par na miti yaad kisi ki...!!!










No comments:

Post a Comment