Sunday, May 5, 2013

Us ne kaha


tum main pehli si baat nahi.
Main ne kaha.
Zindgi mai tera sath nahi
us ne kaha
ab bhi kisi ki aankho mai doob jatey ho
mai ne kaha
ab kise ki aankho mai wo bt nahi.
Us ne kaha
kya mai bewafa hu
mai ne kaha
muje ab wafa ki talash nahi
us ne kaha
bhool ja muj ko
mai ne kaha
tum haqeeqat ho koi khawab nahi...!!







 

No comments:

Post a Comment