Kuch is tarha se usy pyar karna
parta hay.
K apne pyar se inkaar karna parta
hay.
Kabhi kabhi to wo itna qareeb hota
hay.
K apne aap ko deewar karna parta
hay.
KHUDA ne usko atta ki hay wo
maseehai.
K khud ko jaan k beemar karna parta
hay.
Wafa ki raah mein dushwariyan to
aati hain.
Wafa ki raah ko humwaar karna
parta hay.
wo haath rakh k mere kandhy pe jab
pochta hay .
To mujh ko hr dard se inkaar karna
parta hay.
parta hay.
K apne pyar se inkaar karna parta
hay.
Kabhi kabhi to wo itna qareeb hota
hay.
K apne aap ko deewar karna parta
hay.
KHUDA ne usko atta ki hay wo
maseehai.
K khud ko jaan k beemar karna parta
hay.
Wafa ki raah mein dushwariyan to
aati hain.
Wafa ki raah ko humwaar karna
parta hay.
wo haath rakh k mere kandhy pe jab
pochta hay .
To mujh ko hr dard se inkaar karna
parta hay.
No comments:
Post a Comment