Monday, March 4, 2013

Yun tabahi ka kabhi jashan mana lete hain

Yun tabahi ka kabhi jashan mana lete hain
apni palkon pe sitaron ko saja lete hain
tum to apne the zara haath barhaya hota
ghier bhi doobne wale ko bacha lete hain.

No comments:

Post a Comment