Galti kya the mari jo mujhe tune yu chod diya,
mere sabhi sajaye spno ko ek pal main yun kyon tod diya.
mere sabhi sajaye spno ko ek pal main yun kyon tod diya.
Maine to har pal chahi thi bas teri hi salamti,
Fir kyon tumne mare dil ko yu tod diya? ?
Fir kyon tumne mare dil ko yu tod diya? ?
Phele to tum kehte the k main apne pyar ke bare main
Apne ghar walo ko sab kuch bata dunga,
Fir kyon waqt ( time ) aane par apna muh yon mod liya? ?
Apne ghar walo ko sab kuch bata dunga,
Fir kyon waqt ( time ) aane par apna muh yon mod liya? ?
Phele to tum khete the k chalunga main tumhare sath tumhare saye ki tarah,
Fir kyon apna rukh andhare ki taraf yu mod liya? ?
Fir kyon apna rukh andhare ki taraf yu mod liya? ?
Phele to tum khate the ki hum dono ek hai or ek hi rahange,
Fir kyon alag hokar sab wadon ko yu tod diya? ?
Fir kyon alag hokar sab wadon ko yu tod diya? ?
Galti kya thi Meri tum ye to bta do,
Pyar kiya tha agar tumne sacha to yu kyon rista tod diya.? ? ?
Pyar kiya tha agar tumne sacha to yu kyon rista tod diya.? ? ?
No comments:
Post a Comment