Tu hi bata kaha se dhund kar lau ab apne aap ko..
tujhe pane ke liye maine khud ko hi kho diya…
*********
Jholi faila kar manga khuda se
unhe…
par khuda ne meri fariyad ko suna hi nahi…
maine pucha aakhir kya hai wajah…
to kaha kyu chuna use jo tere liye bana hi nahi..
unhe…
par khuda ne meri fariyad ko suna hi nahi…
maine pucha aakhir kya hai wajah…
to kaha kyu chuna use jo tere liye bana hi nahi..
*********
Ajeeb Hain Ye Muhabbat K Asool…
Ruth Koi Jata Hai, Toot Koi Jata Hai…
*********
Barbaadio ka jaayza lene ke vaaste
wo puchh lete hei hal mera kabhi kabhi…
wo puchh lete hei hal mera kabhi kabhi…
********
No comments:
Post a Comment